Hatheli Saamne Rakhna, Ke Sub Aansu Girein Us Mein
Jo Ruk Jaaye Aansu Hatheli Per, Samjh Jaana Ke Woh Mein Hu
Kabhi Jo Chand Ko Dekho Tum Yun Muskura Dena,
Tu Phir Baadal Bhi Aah Jaaye Tu, Samjh Jaana Ke Woh Mein Hu
Jo Chal Jaaye Hawa Thandi, To Aankhein Band Kar Lena,
Jo Jhooka tez Ho Hawa Ka Sub Se, Samjh Jaana Ke Woh Mein Hu
Jab Zaida Yaad Aao Mein, To Rooh Lena Jee Barh Kar
Agar Hichki Koyi Aaye, Samjh Jaana Ke Woh Mein Hu
Agar Tum Bhulana Chaho Mujhe, Shayed Bhula Bhi Do Mujhe,
Magar Jab Dil Ki Dharkan Tez Ho Jaaye To, Samjh Jaana Ke Woh Mein Hu
Read More Poetry Click Here

No comments:
Post a Comment