Saturday, 30 January 2016

Wo Jis Ka Aik Hi Beta Ho Bhooka 8 Pehron Ka

Wo Jis Ka Aik Hi Beta Ho Bhooka 8 Pehron Ka
Wo Jis Ka Aik Hi Beta Ho Bhooka 8 Pehron Ka,,

Btao Ehl e Danish Tum, Wo Gandum Ly Ya Takhti Ly??

Farishta Hon Zara Thehro, Mujhe Tasdeeq Karny Do

Farishta Hon Zara Thehro, Mujhe Tasdeeq Karny Do
Farishta Hon Zara Thehro, Mujhe Tasdeeq Karny Do,,

Khuda K Saamny Ho Tum Ya Apni Soch Mein Gum Ho??

Thursday, 28 January 2016

Baat Nikle Gi To Phir Door Talak Jaegi

Baat Nikle Gi To Phir Door Talak Jaegi
Log Be-Waja Udaasi Ka Sabab Puchen Ge
Ye Bhi Puchen Ge K Tum Itni Preshan Kiun Ho
Ungliyan Uthen Gi Sookhy Hue Baalon Ki Taraf
Ek Nazar Dekhen Ge Guzry Hue Saalon Ki Taraf
Chooriyon Par Bhi Kayi Tanz Kiye Jaenge
Kanpty Hathon Pe Fikry Bhi Kassy Jaenge
Log Zalim Hain Her Ek Baat Ka Tana Denge
Baaton Baaton Me Mera Zikr Bhi Le Kar Aenge
Un Ki Baaton Ka Zara Sa Bhi Asar Mat Lena
Warna Chehry K Ta'asur Se Samajh Jaenge
Chahe Kuch Bhi Ho Sawalaat Na Karna Un Se
Mere Bary Me Koi Baat Na Karna Un Se
Baat Nikle Gi To Phir Door Talak Jaegi...

Submitted By: Jawaid

Baat Nikle Gi

Tuesday, 26 January 2016

Saturday, 23 January 2016

Friday, 22 January 2016

Bikhar Raha Hai Fazaon Me Rang O Boo

Bikhar Raha Hai Fazaon Me Rang-o-Boo Ho Kar
Utar Raha Hai Dilon Me Wo Guftagu Ho Kar
Kabhi To Lafz K Paikar Me Dhal K Aega
Me Jis Ko Sochta Rehta Hun Ba-Wuzu Ho Kar...

Bikhar Raha Hai

Unhe Mujh Se Mohabbat Ho Rahi Thi

Unhe Mujh Se Mohabbat Ho Rahi Thi
Na Khulti Aankh To Bus Ho Gai Thi...

Unhe Mujh Se

Tuesday, 19 January 2016

Aor Se Aor Hoty Ja Rahy Ho

Aor Se Aor Hoty Ja Rahy Ho,,


Qabil e Ghour Hoty Ja Rahy Ho..


??? ?? ??? ???? ???? ????
????? ??? ???? ???? ????
?? ??? ?? ????? ??
??? ??? ??? ??? ???? ??
???? ?? ?? ???? ?? ???
?? ??? ?? ??? ???? ????? ??

Ab Kar Ke Faramosh Tu Nashaad Karogay by Mir Taqi Mir

Ab Kar Ke Faramosh Tu Nashaad Karogay by Mir Taqi Mir

Ab Kar Ke Faramosh Tu Nashaad Karogay,,

Par Hum Jo Na Honge Tu Bahut Yaad Karoge..

Tum Ne Rasman Mujhe Salam Kia

Tum Ne Rasman Mujhe Salam Kia
Log Kya Kya Gumaan Kar Bethy...

Tum Ne Rasman

Na Ghareeb Nu Wekh K Hasseya Kar

Na Ghareeb Nu Wekh K Hasseya Kar
Na Buri Nazar Naal Takkeya Kar
Lokaan De Aib Labda En Fareeda
Kadi Apne Andar V Takkeya Kar...

Na Ghareeb Nu

Wednesday, 13 January 2016

Tuesday, 12 January 2016

Saanson Ki Shtranj B Haari, Phir B Mil Na Paya Woh

Saanson Ki Shtranj B Haari, Phir B Mil Na Paya Woh,
Saanson Ki Shtranj B Haari, Phir B Mil Na Paya Woh,, 

Us K Piyar Mein Haayel Shayad, Reet Riwaaj, Qabeely Thy..

Usy Kehna Apni Qismat Pe Naaz Karna Acha Nahi

Usy Kehna Apni Qismat Pe Naaz Karna Acha Nahi Hota
Hum Ne Barish Me Bhi Jalte Hue Ghar Dekhe Hain...

Submitted By: M. Bilal

Monday, 11 January 2016

Na Main Kaneez-e-Badshah, Na Main Muhabbat e Saleem

Na Main Kaneez-e-Badshah, Na Main Muhabbat e Saleem
Na Main Kaneez-e-Badshah, Na Main Muhabbat e Saleem,, 

Phir bhi Mere Naseeb Mein, Deewar Q? Daraar Q??

Sunday, 10 January 2016

Jab Bhi Dil Ghabraata Hai, Pathar K H0 Jaaty Hain

Jab Bhi Dil Ghabraata Hai, Pathar K H0 Jaaty Hain
Un Aankh0n Ki Sewaa Kar K, Hum Ne Jaadu Seekh Liya,,

Jab Bhi Dil Ghabraata Hai, Pathar K H0 Jaaty Hain. :(

Firqa Firqa Kafir Kafir Khail K Jab Tu Thak Jaye

Firqa Firqa Kafir Kafir Khail K Jab Tu Thak Jaye Ga
Zalim, Aalim Mujh Se Milna Main Tujh Pe Fatwa Dunga...

Firqa Firqa Kafir

Jab Pyar Se Kehti Hai Woh, Shaitaan Kahin Kay

Jab Pyar Se Kehti Hai Woh, Shaitaan Kahin Kay
Us Shookhi ' E ' Guftaar Pay Aata Hai Bohat Pyar,,

Jab Pyar Se Kehti Hai Woh, Shaitaan Kahin Kay..!!!

Tohmat To Lagti Rahi Roz Nayi Nayi Hum Par

Tohmat To Lagti Rahi Roz Nayi Nayi Hum Par Magr
Jo Sub Se Haseen ilzam Tha, Wo Tera Naam Tha...

Blogger: Waqas Ali

Mujhe Kya Pata Dukhon Ki Qeemat

Mujhe Kya Pata Dukhon Ki Qeemat
Mujhe To Sub Muft Me Dete Hain...

Mujhe Kya Pata

Saturday, 9 January 2016

Tuesday, 5 January 2016

Is Baar Phir Se Di Jo Mohlat Nayi Si Hai

Is Baar Phir Se Di Jo Mohlat Nayi Si Hai
Ye Zindgi Ki Mujh Pe Inayat Nayi Si Hai

Khush Bakhtiyan Meri Jo Dastak Di Khushi Ne
Is Lamha Mili Mujh Ko Ye Rahat Nayi Si Hai

Wo Ranj-o-Fikr, Gham K Zamany Guzar Gaye
Ab Hum Pe Zamany Ki, Inayat Nayi Si Hai

Her Soo Fiza Me Raqs Ka Manzar Hai Phaila
Rangeeniyon Se Rut Ki Ye Raghbat Nayi Si HaI...

Submitted By: Asra Anjum

Sada Kise Nayi Ethy Rehna Sub Da Door

Sada Kise Nayi Ethy Rehna, Sub Da Door Thikana
Tann Ek Pinjra, Rooh Ek Panchi, Panchi Ne Urh Jana...

Sada Kise Nayi

Sochta Hun Us Ki Yad Akhir

Sochta Hun Us Ki Yad Akhir
Ab Kise Rat Bhar Jagati Hai...

Sochta Hun Us

Kya Khoob Aziyat Deta Hai

Kya Khoob Aziyat Deta Hai
Khawabon Ka Khawab Hi Reh Jana...

Blogger: Waqas Ali

Saturday, 2 January 2016

Friday, 1 January 2016